Monday, July 20, 2015

Shajrah Zaid Shaheed - Roots and Crown of Family Tree

Reference  Roezatul Alkaram ( Syed Wasiul hasan Zaidi Alwasti Bilgrami aur inke betey Syed Naqiul Hasan Zaiul Wastee Bilgrami 1992  hissa doom (2) page 214 mein likhtey hain =  Imam Zainul-Aabdeen ki zoeja Fatima Binte Imam Hasan (AS) se Imam Baqar (AS) ki wiladat hoyee , 
Eik kaneez Jaida (Hoora) naamo Janab Mukhtaar Bin Abu ubedah Saqfee ne khidmat Imam Zainul aabdeen ko bheji inke batan se Hazrat Zaid bin Ali (maaroof Zaid Shaheed  paida hoye - Aap ki Kuniyet Abul Husaain haiaur 75 Hijri  mein wiladat hai aur afzal hasiyet k haamil thae ( tayed Shaikh Mufeed Alehe Rehma ).

NB : Yahan yeh baat waazey ker doon ki poori History ka zikre khair hain iss kitaab mein aur Zaid shahee ki zoeja  aur dosri zoeja k saath  Janab Eisa ka aslee naam Assara likha hai - naam haalaat ki wajeh ro-poshi thee .

Reference Choadha Sitaare page 171 ---Zaid shaed ki walda sind se theen , Janab Zaid was born in80 Hijra  and during in 122 hijra kofiyon ne jung mein saath chora aur peeshaani per teer laga, khadimon ne baad wafaat khufiya toe per dafan kiya.
Lekin dushmano ne Laash nikaal ker ///ser kaat ker Hasham ko bheja aur badan sooli per latkaya joe chaar saal tuk latka raha Jis per makri ne ghana jaala bana diya .
Laash ko phir nazere Aatish ker k raakh ko Deryaye faraat mein baha diya gaya

Reference Rhnumaye Zayreen wrtten by Moulana Safdar Hussain Rizvi  page 572
Jede Saadat saakin Bilgram wa baaraha - Janab Zaid Sahahid bin Hazrat Zainul Aabdeen ko Halla Iraq mein phansee dee gayee aur wahin inka Mazar hai .

Note : mein ne 2012 mein yahan ki ziyarat kee hai aur Ahliya se kaha tha yeh tumhari asli susraal hai .yahan k baab per hum dono ki tasweerain hain baithey hoey -  Allah inn Buzurg ko aala muqam ata karey

Aap ki umer 42 saal thee - Manaqib Fazayel aur Haleef Quraan aur Aulad Zaidi -  Aap ka qayaam Wasta mein tha isliye Zaidul-Wasti kehlatey hain

Zaid Shaheed ki auladon mein Janab Yahya (walda Raita joe Mohammad bin Hanifa ki pooti theen) 125 hijri mein Jund mein shahadat paayee .   Waleed Bin Abdul Malik ne ser katwaya aur haath paawon qata kerwaye aur laash sooli per latkayee gayee - baad mei jalayee gayee aur Hathoron se koot koot ker zera zera Daryae Firaat per chirki gayee

Eisa bin Zaid ne ro-poshi ki zindagee basar kee
Mazeed maaloomaat add kee jaayen gee from the source

22 comments:

  1. Salaam
    Many thanks for the information.
    our name is registered in the Shajarnam (someone in Rizvia , Karachi had the Shajarnama) but we could not locate him ever since.
    Your Shjarnama must be part of the complete one, as page numbers are mentioned in the copy.
    Can we see the whole shajarnama
    Thanks
    Syed Mehdi Abbas Zaidi
    syed110@gmail.com

    ReplyDelete
    Replies
    1. Salam, Yes we did find our Shajarah Nama with help of
      www.mynasab.com

      Delete
  2. Salaam ... Hum Bilgrami Hein ... Safeer Bilgrami Ki 5th Generation Per Hein ... Apka Contact Mil Sakta Hey ... Shajra Ke Hawale Se Kuch Maloomat Chahiye ... Hum Ne Bhi Ek Shajra Banaya Hey Bilgram Ka ... Us Mein Kuch Mazeed Edition Karni Hey ... Thanks

    ReplyDelete
  3. Plz send me shajra of hazrat zaid. Shadi ka masla hai plz

    ReplyDelete
    Replies
    1. please visit www.mynasab.com
      you may find many information an=bout Zaidies there

      Delete
  4. अबुल्फराह वास्ती के कितने बेटे इंडिया आये और कितने की औलाद यह है उनके नाम

    ReplyDelete
  5. Syed Amir Hassan Zaidi, if anyone is looking this blogspot. I need shajra of zaidis lived in dehli buland shar. If someone one have kindly give me your contact.

    ReplyDelete
  6. Gujarat

    In Gujarat, most of the Sayyid families are descended from individuals invited by the Muslim rulers of Gujarat to serve as advisers and administrators, and granted jagirs. During the period of Sultan Mahmud Begada (1458–1511), the Sayyid of Gothada, Thasra, and Pali, a Zaidi Sayyid – Saadat-e-Bara. Sultan Mahmud Begada provided land to three Sayyid brothers Syed Mustafa Al Hussain,
    Syed alad (Alauddin) Al Hussain,
    Syed Natid Al Hussain,
    and a grant to settle there after the victory ofPavagadh fort. In 1484 the young Sultan, after laying siege to the fort for twenty months, conquered it on 21 November 1484. He then transferred his capital toChampaner, which he completely rebuilt at the foothills of the Pavagadh fort, calling itMuhammadabad. During Mughal rule in Gujarat (1570–1750), they held the majority of the civil and ecclesiastical posts. For example, the Sayyids of Thasra, Kheda district were invited to serve as administrators and judges by the Mughal Emperor,Aurangzeb, and provided land grants to settle there. They also provided an important element in the Mughal army, and many are still found in the old Muslim garrison towns such as Ahmedabad. In addition, many of the early Sufi saints that came to Gujarat belonged to Sayyid families. Most of these Sayyid families came from Central Asia, Iran, Yemen,Oman, Basra, and Bahrain.

    ReplyDelete
  7. Syed dauood ki nasal mai jo aapke shajre mai hai wo mai cheak kr raha hun to usme unke baito kai name to Abbas likha hai .
    Ye kaise pata chale ki hazrat dauood kai kitne baite thee

    ReplyDelete
  8. Salam
    Agar kisi book mai chudyala Sadat (چڑیالہ سادات) ka zikr ho to btay plz village (سنبھلہڑا) ke brabr mai hai

    ReplyDelete
  9. Aslam o Alikum
    I am Syed Rafaqat Ali cast Syed, Zaidi, Alwasti
    From district Muzaffargarh Punjab,Pakistan
    00923007845693
    Wants to maintain my Shajra e nasb
    My Native belongs to India, (Baher Ali @ bhareeli)
    My Father Syed Sharafat Hussein, bin Syed Mehdi Hassan, bin Syed Rustam Ali, bin Syed Basharat Ali, bin Syed Ghous Mohammad, bin......
    Please inform before

    ReplyDelete
  10. yh jo tasveer oper d hui hai shajra ki....plz book ka name ya book pdf share kr den.

    syed zeeshan haider zaidi

    ReplyDelete
  11. Please visit
    www.mynasab.com
    for complete information about Zaidi Ul Wasities

    ReplyDelete
  12. Kya koi buland shaher ke zaidi sadat ka kuch bta sakte hai

    ReplyDelete
  13. Merath India sy makhdoom shah wilayat zahidi meeruti sahib k shajra k bary janta ho please rabta karyn... 00966541475431 imran Hussain zahidi

    ReplyDelete
  14. Zaidi saheb assalamu alaikum ham sevdha sherpur k zila banda u.p
    se hain hamara shijra bhi wasti agar hamko kuchh rahbari mil jae to bada achha ho ga aur aap ki zarra nawazi
    hogi

    ReplyDelete
  15. As salamu alaykum Gujarat ke Zaidi Wasti Sadaat e Bara ke talluk se agar Kuch ho to please Bataiyega

    ReplyDelete