Reference Roezatul Alkaram ( Syed Wasiul hasan Zaidi Alwasti Bilgrami aur inke betey Syed Naqiul Hasan Zaiul Wastee Bilgrami 1992 hissa doom (2) page 214 mein likhtey hain = Imam Zainul-Aabdeen ki zoeja Fatima Binte Imam Hasan (AS) se Imam Baqar (AS) ki wiladat hoyee ,
Eik kaneez Jaida (Hoora) naamo Janab Mukhtaar Bin Abu ubedah Saqfee ne khidmat Imam Zainul aabdeen ko bheji inke batan se Hazrat Zaid bin Ali (maaroof Zaid Shaheed paida hoye - Aap ki Kuniyet Abul Husaain haiaur 75 Hijri mein wiladat hai aur afzal hasiyet k haamil thae ( tayed Shaikh Mufeed Alehe Rehma ).
NB : Yahan yeh baat waazey ker doon ki poori History ka zikre khair hain iss kitaab mein aur Zaid shahee ki zoeja aur dosri zoeja k saath Janab Eisa ka aslee naam Assara likha hai - naam haalaat ki wajeh ro-poshi thee .
Reference Choadha Sitaare page 171 ---Zaid shaed ki walda sind se theen , Janab Zaid was born in80 Hijra and during in 122 hijra kofiyon ne jung mein saath chora aur peeshaani per teer laga, khadimon ne baad wafaat khufiya toe per dafan kiya.
Lekin dushmano ne Laash nikaal ker ///ser kaat ker Hasham ko bheja aur badan sooli per latkaya joe chaar saal tuk latka raha Jis per makri ne ghana jaala bana diya .
Laash ko phir nazere Aatish ker k raakh ko Deryaye faraat mein baha diya gaya
Reference Rhnumaye Zayreen wrtten by Moulana Safdar Hussain Rizvi page 572
Jede Saadat saakin Bilgram wa baaraha - Janab Zaid Sahahid bin Hazrat Zainul Aabdeen ko Halla Iraq mein phansee dee gayee aur wahin inka Mazar hai .
Note : mein ne 2012 mein yahan ki ziyarat kee hai aur Ahliya se kaha tha yeh tumhari asli susraal hai .yahan k baab per hum dono ki tasweerain hain baithey hoey - Allah inn Buzurg ko aala muqam ata karey
Aap ki umer 42 saal thee - Manaqib Fazayel aur Haleef Quraan aur Aulad Zaidi - Aap ka qayaam Wasta mein tha isliye Zaidul-Wasti kehlatey hain
Zaid Shaheed ki auladon mein Janab Yahya (walda Raita joe Mohammad bin Hanifa ki pooti theen) 125 hijri mein Jund mein shahadat paayee . Waleed Bin Abdul Malik ne ser katwaya aur haath paawon qata kerwaye aur laash sooli per latkayee gayee - baad mei jalayee gayee aur Hathoron se koot koot ker zera zera Daryae Firaat per chirki gayee
Eisa bin Zaid ne ro-poshi ki zindagee basar kee
Mazeed maaloomaat add kee jaayen gee from the source